Wednesday, June 29, 2011

BAPU KA AANGAN

Bapu-ka-aangan hai yeh
hai nahi kuch bhi bapu se badkar
kyon karo chinta maan in sab aati jaati chizo ki
bapu hai hamesha humare sath
aaj bhi kal bhi sadev bhi
bapu vaas karta hai in sab hi chizo mein
to ab chahe
phool mile ya kaante
suhk mile ya duhk
accha ho ya bura
milna ho ya judaai
dosti ho ya dusmani
bapu  to hai sabhi mein
bapu to hai sabhi mein,..!!

No comments:

Post a Comment